SMS Category   DIWALI(4) Best Shayri    FRIEND (20)   FRIENDSHIP DAY (1)   FUN (8)   GENERAL (7)   GOOD MORNING (1)   HAPPY NEW YEAR (2)   Humour (4)   INSPIRATION (2)   Life (4)   LOVE (26)   LOVER (7)   RESPONSE (2)   Shayri (6)   Teaser (12)   XMAS (1)   YAAD (13)   Free English SMS Collection (33)  
Showing posts with label PAIN. Show all posts
Showing posts with label PAIN. Show all posts
isne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake, `
मैंने पुछा खुदा से - है खुदा दिल एक और किडनी दो क्यों दी
दिल जो बार बार टुटता है वो एक और किडनी दो क्यूँ दी ।
खुदा ने बोला : दिल टूटने की कोई सीमा नहीं होती ।
और टूटने के बाद "पीने" की कोई सीमा नहीं होती।
तुम पीतो रहो ग़म भूलाते रहो!
एक ख़राब भी हो गयी तो दूसरी से काम चलाते रहो!
Wo kehte hain ki agar nasib hoga mera,
to hum unhe zaroor paayenge,
Hum puchte hain unse,
agar hum badnaseeb hue to unke bina kaise jeee paayenge.
"If i were to describe true love than i wud describe it as what a snowman did to a snow woman,
he gave her a warm hug and they both melted in each others arms..."
Ishq me ye anjam paya hai
Hath pair tute, muh se khun aaya hai

Hospital pahuche to nurso ne farmaya
"Baharon phool barsao
Kisi ka mehboob aaya hai "
Har ik jazbaat ko dua nhi milti ,
Har ik arzoo ko jubaa nhi milti,

Muskan saja ke rakho to duniya hai saath,
Aansu ho toa aankhon main bhi panah nhi milti

Contributed by hindi shayari
KAHE NA KAHE WO MOHABBAT RAHEGI
DIL SE UNKO MILNE KI CHAHAT RAHEGI

WO KYA JANE KITNA MARTE HAIN UNPAR
HAMARI ROOH KO B UNKI ADAT RAHEGI''Y''


Contributed by hindi sms
Kaun Janey Kab Maut Ka Pegham Aa Jaye
Zindaghi Ki Akhri Shaam Aa Jaye

Hamein Tu Intezar Hai Us Waqt Ka
Jab Hamari Zindagi Aap Ke Kaam Aa Jaye!!

Contributed by http://stylishsms.com
Zamane se nahin,
Tanhayi se darte hain.
Pyar karne se nahin,
Rusvai se darte hain.
Milne ki umang to mujhe bhi hai,
Lekin teri judaai se darte hain.

Contributed By dharmendra
KAHE NA KAHE WO MOHABBAT RAHEGI
DIL SE UNKO MILNE KI CHAHAT RAHEGI

WO KYA JANE KITNA MARTE HAIN UNPAR
HAMARI ROOH KO B UNKI ADAT RAHEGI''Y''
Na jane kyon hume aansoo bahana nahi aata,
na jane kyon hame haale dil batana nahi aata,
Kyon saathi bichad jate hain humse,
shayad hamen hi saath nibhana nahi aata.
Fir kisi bewafa se rista bana baithe,
fir uski saadgi se fareb kha baithe,
patharon se the talukat apna,
fir bhi sheeshe ka ghar bana baithe.
Gamki aandhiyon se hum gujar jayenge,
Sagar ki lehron me hum utar jayenge,
Humein marne ke liye fasi ki nahi Zaroorat,
Bas kewal dil se nikal do yuhi mar jayenge.